• Best Ghazal Sms Nigahon ki tasaum Se Ajab takraar karta hai..

    Nigahon ki tasaum Se Ajab takraar karta hai..
    "yaqeen kaamil nahi lekin Guman hai piyar karta hai.. 
    "laraz jati hoon mein ya soch ke kafir na ho jaon,,,, 
    mera dill us ki pooja pe bara israar karta hai...
    "usay Maloon hai shayad mera Dill hai nIshanay par, 
    "laboon se kuch nai kehta Nazar se Waar karta hai....
    Mein us se Pochti hon khawab mein,,,
    Mujh se MOhabbat hai.... ???????????????

             "Akash"

    Pher Aankhain khol deti hon jab Izhaar krta hai..

    No comments:

    Post a Comment