Meri aankho se kabhi utro dil mein, K main dharkan mein basa loo tum ko, Jaan se bhi barh kar chaha tum ko, Apni zindagi hi bana loo tum ko, Mere khwabon mein sirf tum hi baso, Apni neendo mein saja loo tum ko,... Meri tanhai ko zaroorat hai tumhari, Agar 'IJAZAT' ho to apna bana loo tum ko...!
No comments:
Post a Comment